Pawan Kumar ka janm Uttar Pradesh ke Azamgarh jile me hua. Inhone IIT BHU se engineering kiya. Abhi IFFCO me Mukhya Prabandhak ke pad par hain. Filhal Oman me karyarat hain. Kuchh Sapno Sa Kuchh Bikhra Hua inka pehla upanyas hai.